Assalamu Alaikum 🌙
Allah aap ke safar ko asaan aur maqbool farmaye.
Umrah ki Tartib — Step by Step
Umrah ke bunyadi arkaan saada tartib mein diye gaye hain taake safar ke doran koi step reh na jaye.
Masnoon aur Qurani Duas
Ye duas mustanad kitabon (Hisn-ul-Muslim) aur Quran se li gayi hain — Arabic matan aur English tarjuma bilkul asal ke mutabiq hai.
Namaz ke Auqaat
Larkana, Pakistan
Auqaat load ho rahe hain…
Timings: Aladhan (University of Islamic Sciences, Karachi method)
More
Safar ke kaam ke tools aur maloomat.
Is App ke baare mein
Umrah Saathi ek saada rehnuma app hai — Umrah ki tartib, verified duas, namaz ke auqaat, Qibla, counter aur checklist ek jagah. Saara data aap ke device par hi rehta hai; koi account nahi, kuch kahin send nahi hota (namaz timings ke liye sirf Aladhan se rabta hota hai).
Asal Umrah permit aur booking sirf official Nusuk app se hoti hai — ye app sirf rehnumai ke liye hai.
Tawaf Counter
Har chakkar mukammal hone par bare button ko tap karein.
Qibla Direction
Kaaba (Makkah) ki simt aap ki location se hisab karke:
Location ki zaroorat hai
Direction maloom karne ke liye location ki ijazat dein.
Sunahri teer Kaaba ki taraf ishara karta hai. Live compass har phone par kaam nahi karta — agar teer na ghume to upar di gayi degree ko kisi compass par istemal karein (0° = Shumaal/North).
Umrah Safar Checklist
0 / 0 tayyar
Jo cheez pack ho jaye us par nishan lagayein — halat isi device par save rehti hai.
Chaabi-Darwaza Quiz
5 sawalon ke durust jawab dein — har durust jawab par ek chaabi mile gi. 5 chaabiyon se darwaza khul jaye ga!
Darwaza band hai — chaabiyan jama karein 🔒